Jaaneman Jaane Jaan - Chor Mandali lyrics | Chor Mandali - Jaaneman Jaane Jaan lyrics

Jaaneman Jaane Jaan is a hindi song from the 1983 movie Chor Mandali. Jaaneman Jaane Jaan singers are Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Jaaneman Jaane Jaan composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Jaaneman Jaane Jaan lyricist or song writer is N/A. Jaaneman Jaane Jaan music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Jaaneman Jaane Jaan features Raj Kapoor, Ashok Kumar. Jaaneman Jaane Jaan director is and the producer is . The audio of Jaaneman Jaane Jaan song was released on null by Saregama. Jaaneman Jaane Jaan YouTube video song can be watched above.


He ho o o dekhe tujhe
Ke dil ko sambhaala kare ae koi allah
Arre waah re allah miyaan allah
Ek waqt mein kya kya kare koi


Jaane man jaane man
Jaane man jaane jaan
Hoja aaj meharbaan
Jaane man jaane jaan
Hoja aaj meharbaan
Aisi tanhaai kahaan aur phir
Ham bhi jawaan haan haan
Ham bhi jawaan oy hoy
Ham bhi jawaan


Jna na na na na baaba na
Arre na na na na na baaba na
Zamaana shor machaayega
Zamaana shor machaayega
Uyi maa kaun bachaayega
Jo hoga dekha jaayega
Jo hoga dekha jaayega
Ye mauqa ye mauqa
Ye mauqa phir na aayega
Jaane man jaane jaan
Hoja aaj meharbaan
Ho ja aaj meharbaan aan aan haan


Aisi na na karo na khudaara
Aisi na na karo na khudaara
Bada naazuk hai ye dil hamaara
Jhamko teri adaaon ne maara
O hamko teri adaaon ne maara
Koi jeene ka de do sahaara
Dekho pehli mulaaqaat hai ye abhi
Dekho pehli mulaaqaat hai ye abhi
Meharbaan honge ham bhi
Magar phir kabhi
Haan magar phir kabhi
Haan magar phir kabhi


Arre arre arre ye phirr ye phirr hai
Phirrta jaayega kya ye phirr hai
Phirrta jaayega chali aa
Na jaane ye phirr kab aayega


Na na na na
Na baaba na
Arre haan haan haan haan
Haan haan haan haan
Zamaana shor machaayega
Uyi maa kaun bachaayega
Jo hoga dekha jaayega
Jo hoga dekha jaayega
Ye mauqa ye mauqa
Ye mauqa phir na aayega
Jaane man jaane jaan
Ho ja aaj meharbaan
Ho ja aaj meharbaan aan aan haan


Ye mohabbat ke din hain hamaare
Ye mohabbat ke din hain hamaare
Haaye hote kabhi ham kanwaare
Haaye hote kabhi ham kanwaare
O kab se armaan dil mein hain pyaare
Koi hamko bhi apna pukaare
Rehne do wo jawaani ke din dhal gaye
Rehne do wo jawaani ke din dhal gaye
Chalne waale thhe jo teer
Sab chal gaye haan haan
Sab chal gaye oho
Sab chal gaye
Kya kaha sab chal gaye
Arre chadhti hai jawaani ki masti
Jitni ye puraani hoti hai
Dil zinda ho to jawaani se
Sheerin bhi suhaani hoti hai
Kuchh samjhe
Hmm hmm hmm hmm hmm
Mujhe lagta hai nahin samjhe
Hamaara pyaar bataayega
Budhaapa rang laayega
Hamaara pyaar bataayega
Budhaapa rang laayega


Na na na na na baaba na
Arre haan haan haan haan
Haan haan haan haan
Zamaana shor machaayega
Uyi maa kaun bachaayega
Jo hoga dekha jaayega
Jo hoga dekha jaayega
Ye mauqa ye mauqa
Ye mauqa phir na aayega
Jaane man jaane jaan
Nanananana
Ho ja aaj meharbaan
Nanananana
Ho ja aaj meharbaan
Haan haan haan haan
Nananananana
Haan haan haan haan
Haaan haaan haaan haaan.



Movie/album: Chor Mandali
Singers: Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Ashok Kumar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Jaaneman Jaane Jaan
Ans: Jaaneman Jaane Jaan song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Jaaneman Jaane Jaan
Ans: Jaaneman Jaane Jaan song singers are Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Jaaneman Jaane Jaan
Ans: Jaaneman Jaane Jaan song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Jaaneman Jaane Jaan
Ans: Jaaneman Jaane Jaan song lyricist is N/A
5. What is the movie of the song Jaaneman Jaane Jaan
Ans: Jaaneman Jaane Jaan song is from Chor Mandali
6. Who wrote the song Jaaneman Jaane Jaan
Ans: Jaaneman Jaane Jaan song is written by N/A

Find other songs in - Chor Mandali