Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Chaahat ke sab afsaane dil jin ko sach hi maane
Ban ke woh reh jaate hai ek ansuni sada
Ho kyon dekhke hummne chaahat ke sapne
Yeh dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Yeh dooriyan dil ki majbooriyan dil ki
Sach hai magar phir bhi maane na dil mera
Bheegi si aankhon mein suni si raahon mein
Hum le chale hai kitni yaadon ka karvaan ho
Ab mann hi mann mein deewanapan mein
Dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Jab dil churaye koyi
Hai ha ha
Ha ha ha
Dil mein tamanna hai dil mein iraade hai
Khwaabon ke mele leke jaeon bhi kahan
Kuch tum na keh sake kuch hum na keh sake
Jaane kyon ho jaati hai khaamosh yeh zubaan ho
Kya dil ko ho gaya kya dil kahan koh gaya
Dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Chaahat ke sab afsaane dil jin ko sach hi maane
Ban ke woh reh jaate hai ek ansuni sada.
Amit Kumar, Sadhana Sargam
Manhar Udhas, Sadhana Sargam
Mohammed Aziz
Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Anand Bakshi, Roop Kumar Rathod, Sajjad Ali
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Babul Supriyo