Jab is dharti par dukh
Pakar roye koi insan
Madad ko aate hai bhagwan o ho
Jab is dharti par dukh
Pakar roye koi insan
Madad ko aate hai
Bhagwan hari om hari om
Hari om hari om hari
Om hari om hari om
Dukh ke bad hi sukh hai
Andhiyare ke bad ujiyala
Dukh ke bad hi sukh hai
Andhiyare ke bad ujiyala
Kya malum yahi aansu
Ban jaye khushi ki mala
Mat ghabharana sabaki
Raksha karta hai bansi wala
Haye kahi kya hai bansi wala
Jab is jeewan ke sagar
Mein uthte hai toofan
Madad ko aate hai bhagwan o ho
Jab is dharti par dukh
Pakar roye koi insan
Madad ko aate hai
Bhagwan hari om hari om
Hari om hari om hari
Om hari om hari om
Aandhi aur toofan mein
Apne mann ka deep jalaye
Aandhi aur toofan mein
Apne mann ka deep jalaye
Chali yashoda roni ridh
Mein lakho dard chhupaye
Chham chham roye sundar ankhiya
Pag pag thokhar khaye
Pag pag thokhar khaye
Shish jhukaye chali
Bacahne nanhi si ek jaan
Madad ko aate hai bhagwan
Jab is dharti par dukh
Pakar roye koi insan
Madad ko aate hai bhagwan hari.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle