Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai
Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai
Jab kans ke atyacharo se
Bhumandal par badha gaye
Jab prakruti ke har aansu par
Tukade tukade pataal hua
Tab gharbha ke sati devaki ke
Us pal mein aathama laal hua
Phir vasudev neej laal ko mathura
Ke gokul mein le jaata hai
Phir vasudev neej laal ko mathura
Ke gokul mein le jaata hai
Avtaar baal mein jhule
Sansaar beriya gaata hai
Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai
Jab mitti khaate kaan kuvar ko
Dekha yashoda maiya ne
Munha kholke sara vishva
Dikhaya maiyaa ko kishan kaniya ne
Kahi matki phodi makhan khaya
Kahi woh makhan chore bane
Kahi matki phodi makhan khaya
Kahi woh makhan chore bane.
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Asha Bhosle
Asha Bhosle