Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh
Toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh
Toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Maine toh yeh jaana na
Hota hai kya intzaar
Mera dil kyun maane na
Mujhko toh ho gaya hai pyaar
Main chain se pehle raaton
Ko soti thi tune meri nindein luti
Main chain se pehle raaton
Ko soti thi tune meri nindein luti
Yeh rog kya tune lagaaya
Deewaanapan kaisa jagaaya
Jaadu hai tera hi jaadu jo
Mere dil pe chhane laga
O jaana meri yeh
Toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Jaaneman o jaaneja
Kya hai iraada bata
Chhune de in honton
Ko honton se mere zara
Kya khub hai main bhi
Kaisa deewaana tha kyun
Ishq se anjaana tha
Kya khub hai main bhi
Kaisa deewaana tha kyun
Ishq se anjaana tha
Paagal mujhe tune banaaya
Chaahat hai kya mujhko bataaya
Jaadu hai tera hi jaadu jo
Mere dil pe chhane laga
Jaadu hai tera hi jaadu jo
Mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh
Toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle
Na aisa hota tha main hun
Kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de.
Mou Mukherjee (Jojo), Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Aamir Khan, Alka Yagnik
Alka Yagnik, Kumar Sanu