Yug yug se gaate aaye hai
Darti aur aasma
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Waise to har ek nari
Hai ek chamakta tara
Lekin hai sati wo chanda
Jo har leta andiyara
Stiyo ki har katha se
Milta hai yahi gayan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Jo nahi kisi se hara
Wo kal bhi sati se hara
Jaise jal ki budo se
Bujh jata hai angara
Honi tal sakti na tuti
Magar sati ki aan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Apni puja bhakti se pati
Ko parmeshawar karti har
Tirth whi ban jata pag
Sati jaha bhi darti
Satayam shivam sunderam jaisa
Sati ka sat hai mahan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan
Jaha sati waha bagwan.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kamal Barot
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle