Jai Jawaan Jai Kisaan - Shankar Khan lyrics | Shankar Khan - Jai Jawaan Jai Kisaan lyrics

Jai Jawaan Jai Kisaan is a hindi song from the 1966 movie Shankar Khan. Jai Jawaan Jai Kisaan singer is Mohammed Rafi. Jai Jawaan Jai Kisaan composer is S. N. Tripathi and Jai Jawaan Jai Kisaan lyricist or song writer is Bhagwat Dutt Mishra. Jai Jawaan Jai Kisaan music director is S. N. Tripathi. Jai Jawaan Jai Kisaan features Prithviraj Kapoor, Savita, Sherry, Dara Singh. Jai Jawaan Jai Kisaan director is and the producer is . The audio of Jai Jawaan Jai Kisaan song was released on null by Saregama. Jai Jawaan Jai Kisaan YouTube video song can be watched above.


Jai bolo un logo ki
Jo toofano se takraye
Tare bankar dub gaye aur
Suraj banke ubar aaye


Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Jaag utha hai hindustan
Jaag utha hai hindustan
Jai jawan jai kisaan


Jiske hal ne chir ke dharti
Desh ki khali jholi bhar di
Desh ki khali jholi bhar di
Apna khun pasina dekar
Bharat ki shan unchio kar di
Bharat ki shan unchio kar di
Iske aage sar ko jhuka do
Desh ka ye to hai abhiman


Hai abhiman
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Jaag utha hai hindustan
Jaag utha hai
Jaag utha hai hindustan
Jai jawan jai kisaan


Ye basti hai veero ki
Ye basti hai veero ki
Dushman se kaho hoshiyar rahe
Dushman se kaho hoshiyar rahe
Napak nishan un kadmo ka
Gautam ke hasin ghar pe na pade
Gautam ke hasin ghar pe na pade
Ye basti hai veero ki
Ye basti hai veero ki


Gandhi bhi yahi, nehru bhi yehi
Gandhi bhi yahi, nehru bhi yehi
Sardar yehi aazad yehi
Hai bakt singh tipu bhi yehi
Hai bakt singh tipu bhi yehi
Jansi ki rani bhi yehi
Jansi ki rani bhi yehi
Aur veer tatya tope yehi
Aur veer tatya tope yehi
Ye basti hai veero ki
Ye basti hai veero ki


Har jawan abdul rahim
Har jawan abdul rahim
Apne desh ki laaz bachane
Bacha bacha hoga shaheed
Bacha bacha hoga shaheed
Ham vo matwale hai yaro
Jeet le baji de ke jaan
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Jaag utha hai hindustan
Jaag utha hai
Jaag utha hai hindustan
Jai jawan jai kisaan


Ye hai mard marathe sare
Chatrpati ke rajdulare
Chatrpati ke rajdulare
Aan ki khatir marne wale
Aan ki khatir jine wale jine
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Ye rajputi aan ke mailk
Rana ji ki shan ke malik
Rajasthani hardiya wale
Angaro me palne wale
Palne wale


Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Ye abngali jinki rago me
Neta ji ka khun rama hai
Ye abngali jinki rago me
Neta ji ka khun rama hai
Inki rago me josh bara hai
In jaisa koi aur kaha hai
Inki rago me josh bara hai
In jaisa koi aur kaha hai
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Banke gabru ye punjabi
Rangeen chehra chaal sharabi
Banke gabru ye punjabi


Rangeen chehra chaal sharabi
Aanbkhe teer aur baju khanjar
Rag rag me hai ek betabi
Rag rag me hai ek betabi
Banke gabru ye punjabi
Hindu mushlim sikh isai
Jaat tilange sindi bhai
Hindu mushlim sikh isai
Jaat tilange sindi bhai
Sath marenge sath jiyenge
Sarhad par diwar banenge
Sath marenge sath jiyenge
Sarhad par diwar banenge
Chalis koti jare milkar
Aaj mile hai ek chattan
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan jai kisaan
Jai jawan…



Movie/album: Shankar Khan
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Bhagwat Dutt Mishra
Music Composer: S. N. Tripathi
Music Director: S. N. Tripathi
Music Label: Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor, Savita, Sherry, Dara Singh
Release on: null
1. Who is the music director of the song Jai Jawaan Jai Kisaan
Ans: Jai Jawaan Jai Kisaan song music director is S. N. Tripathi
2. Who is/are the singer/singers of the song Jai Jawaan Jai Kisaan
Ans: Jai Jawaan Jai Kisaan song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Jai Jawaan Jai Kisaan
Ans: Jai Jawaan Jai Kisaan song composer is S. N. Tripathi
4. Who is the Lyricist of the song Jai Jawaan Jai Kisaan
Ans: Jai Jawaan Jai Kisaan song lyricist is Bhagwat Dutt Mishra
5. What is the movie of the song Jai Jawaan Jai Kisaan
Ans: Jai Jawaan Jai Kisaan song is from Shankar Khan
6. Who wrote the song Jai Jawaan Jai Kisaan
Ans: Jai Jawaan Jai Kisaan song is written by Bhagwat Dutt Mishra

Find other songs in - Shankar Khan

1
Tu Ne Muskura Ke Dekha

Krishna Kalle, Mohammed Rafi

2
Phir Se Wahi Rangin

Krishna Kalle, S. P. Sailaja (Sripathi Panditaradhyula Sailaja), Shailaja

3