Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Dil hi dil mein rahe ubalte
Jaise chay ki patti
Are bhai deeto ki
Jaise chai ki pati
Are bhai jaise chai ki pati
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Ek jhalak dikhla kar humko
Chup kar baithe kone mein
Aji do aane bhar kasar rahi hai
Ab to pagal hone mein
Samjhe apni preet wo mahangi
Jan humari sasti
Ha jan humari sasti
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Kahde unse jake koi
Nahi kisi se hete hai
Nahi kisi se hete hai
Wo laila ki beti hai
To ye majnu ke bete hai
To ye majnu ke bete hai
Yaha baith ke ek minute mein
Kurban karde hasti
Ha kurban karde hasti
Ha kurban karde hasti
Ha kurban karde hasti
Mare jalane wale
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Masum humara dil hai
Jaise panch baras ka bacha
Aji bhola bhala sidha sadha
Preet mein apni sacha
Mat isko tadpa aye jalim
Rahum to kar tu ratti
Mare jalane sade jalane
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati
Jale jalane wale
Humko jaise mom bati.
Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Zohrabai Ambalewali