Na jane khoye kahan mere armaan
Pochti hai dil ki teese na jane kyun kahafa
Sab hai yaha kis baat ki hai yeh saza
Sar sar roye mera dil be zubaan
Thaka thaka hara hara tanha tanha yeh jaahaan
Tanha tere bina har mehfil mein dil yeh mera
Hoo jaltey hai chaltey hai sang sang mere
Khamoshi aahein andhere
Dekh le jhank le in naazro mein
Ho tote tote se hai sapne tere
Jalte hai chalte hai sang sang mere
Khamoshi aahein andhere
Dekh le jhak le in nazroon mein
Ho tute tute se hai sapne tere
Na jane hai kaise aye de wafa
Rab ne banaye kaise reet
Miltey hai do dill bas khone ko
Do din key sab aasnaa
Pass nahi to mere par jane kyun
Jismo se aaye teri khushbu
Guzri hai chuke chehre se ungli teri
Teri aahat si dil sun raha..
Jaltey hai chaltey hai sang sang mere
Khamoshi aahein andhere
Dekh le jhak le in nazroon mein
Ho tute tute se hai sapney tere
Sun le maseeha guzarish zaara si
Sun le tu dil ki dua
Chahu tu dil se door jana ek aakhri bar jana
Janey k liye aaa
Jalte hai chaltein hain sang sang mere
Khamoshi aanhein andhere
Dekh le jhank le in nazro mein
Ho tote tote se hai sapney tere
Jalte hai chaltey hai sang sang merey
Khamoshi aahen andhere
Dekh le jhak le in nazroon mein
Ho tute tute se hai sapne tere.
Nanette Natal
Krishnakumar Kunnath (K.K), Sunidhi Chauhan
Chayan Adhikari, Sunidhi Chauhan
Krishnakumar Kunnath (K.K)