Jane jana pas aao aao
Na kya kaha soch lo
Ye hawaye kya kahegi
Ye nazare kya kahege
Do jawan dil magar dur dur
Jal rahe hai apni
Apni aag me aao na
Hawao ko dekho
Nazaro ko dekho
Jo mujhse hai
Badke hanseen
Mera husn to hai
Nigaho ka dhokha
Ye dhokha na khana kahi
Jane bahar jane jigar raksh
Ki in chanchal lehro me
Kyu na hum dono bah jaye
Chillane do in sazo ko
Hum chupke se
Kuchh kah jaye
Aao sarajo pas aa jao
Ghulti milti in sanso
Ki khushboo jivan jyot banegi
Preet hasengi hey na
Ye sanso ki khushboo
Ye bato ka jadu
Ye sajish hai halat ki
Ye nagmo ki barish
Ye sazo ki halchal
Hai bas ek hi raat ki
Ye khamoshi ye
Aadhi raat chand ki
Aankhe aujhal aujhal
Aise me kyu na
Hum dono chalte jaye
Badhte jaye aur jaha aakash
Zameen se mil jaye
Dam tod de hum dono subha
Swere koi pharishta
Shehar ko aaye dekhe
Do thandi lasho ko
Aur shabnam ke katre
Chunkar unko ek
Kafan pehna de
Mera is safar me
Ye pehla kadam hai
Chalungi jidhar le chalo
Na raho se vakif
Na malum manzil
Main hu bekhabar le chalo
Main hu bekhabar le chalo
Main hu bekhabar le chalo.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi