Sun lo shehnai
Khushiyon ki bajegi
Sun lo ummeedein
Dulhan si sajegi
Sun lo kaali si
Shab ke paar se
Dekho chanda ki
Humein jhalak dikhegi
Ummedon ke darr
Pe haule se aake
Khwaabon ne dastak di
Mauka mila hai ab
Jee bhar ke jee lo
Na fikr karo kal ki
Dil ye gungunaaye
Ainvayi muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka
Udhe bin parr lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka oye
Haan ummedon ke
Darr pe haule se aake
Khwaabon ne dastak di
Arey mauka mila hai
Ab jee bhar ke jee lo
Na fikr karo kal ki
Dil ye gungunaaye
Ainvayi muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka
Udhe bin parr lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye
Mere dil ka oye
Haan poori huyi
Meri har ek dua hai
Manzil tak pahunchi
Hai meri lagan
Apno ke sapne hi
Sapne hai mere
Poore karungi
Main sab ke sapan
Aansoon se dho doongi
Maathe ki salwat
Muskaake pochungi
Har ek shikand
Woh khushiyaan hi
Kya jo baanti nahin
Jitni baatoo
Main utni badhe
Woh ankhiyaan hi
Kya jo chalke nahin
Aankhein khushiyon
Se jharjhar bahein
Dil ye gungunaaye
Ainvayi muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka
Aaha jashn jashn
Arey haan jashn jashn
Jashn hai ye mere dil ka
Marhaba marrhaba marrrhaba
Chori se chori resham ki dori
Nainon se lad jaane de nayan
Ho chanda chakori phirni katori
Poora tu kar de dil ka jashan
Haan hothon se kehna
Sab kya zaroori
Palkon ke parde
Mein tu hai jatan
Jaane bhi di jaane bhi de
Dil sabhi aaj dhak dhak karein
Oh diwaane tu toh daare
Tera dil toh ibadat kare
Dil ye gungunaaye
Ainvayi muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka
Udhe bin parr lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka
Ummedon ke darr
Pe haule se aake
Khwaabon ne dastak di
Arey mauka mila hai
Ab jee bhar ke jee lo
Na fikr karo kal ki
Dil ye gungunaaye
Ainvayi muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka
Udhe bin parr lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka
Dil ye gungunaaye
Ainvayi muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka
Aaha jashn jashn arey
Haan jashn jashn
Jashn hai ye mere dil ka.