Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Tadap jata hai is dar se
Kabhi dil bhi tha humara
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Sare nazare kehte
Hai tumse
Dedo hume bhi
Shokhi nazar ki
Jhukne lagi hai ha
Kadamo mein bazi
Aisi lachak hai patli kamar ki
Chikani chikani bahe
Barfili yeh raahe
Hum ko karti hai deewana
Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Hey hey hey la la lala
Dil ki nirali duniya mein aao
Aisi suhani basti milegi
Hatho mein koi ha
Saagar na hoga
Aankho mein lekin
Masti milegi
Matwali ho yeh raate
Raato mein yeh baate
Kaisi hoti hai na puchho
Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Tadap jata hai is dar se
Kabhi dil bhi tha humara
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Shamshad Begum