Jeena hain toh
Darna hain zaroori
Marna hain toh
Jeena hain zaroori
Jeena hain toh
Darna hain zaroori
Marna hain toh
Jeena hain zaroori
Darr darr ke jo nahi jiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Sabke hosh udaayega
Jaane kya kar jaayega
Sabke hosh udaayega
Jaane kya kar jaayega
Dabe paanv chupke se
Aaya aaya aaya bhoo
Jisko bhi jeena hain woh
Marne ko tayyar ho jaaye
Jo kuchh bhi kal hona
Hain woh aaj ho jaaye
Haa chehre pe chehra
Lekar aata hain woh zaalim
Kitne bhi uddgaayenge
Bolo ham na honge kam
Kitne rang badal ke
Aaya aaya aaya aaya
Bhoo bhoo
Tu na akela jab chaaye
Kaali raat matt jana
Tab jaane kaun aaye
Sabse hai tu anjana
Shaitaanon ke jaal mein
Fass jaayega ek baar
Dam hain tere haathon
Mein ho jaayega paar
Haule se aake gurraya
Raya raya raya bhoo bhoo
Jeena hain toh
Darna hain zaroori
Marna hain toh
Jeena hain zaroori
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Sabke hosh udaayega
Jaane kya kar jaayega
Sabke hosh udaayega
Jaane kya kar jaayega
Dabe paanv chupke se
Aaya aaya aaya bhoo.
Mohana Sarkar
Mohana Sarkar, Sukhwinder Singh