Chokho lage jeewan mharo
Jeewan ek rangoli hai
Jisme kuch rang feeke hai
Kuch to kya hai sunder
Hai aur kuch rang chamkile hai
Kya hai sona aur jagna
Na hai bistar or ghar apna
Muthi me kuch ho na
Ho in ankho me hai ek sapna
Ansu sab jayenge
Din aise bhi ayenge
Jab rok sakega na koi
Bas age badte jayenge
Bitti bankar mandrau
Ya bhawara ban kar gau
Ya khusi se pankh falake
Aasman me udd jau
Na rona na thakana hai
Sahas man me rakhna
Manjil jab tak na paye
Na thamna na rukna ha
Bas itna hi kahna hai
Itihas nahi sahna hai
Afsar ki sidi ho jisme
Aise ghar me rahna hai.
Angaraag Mahanta (Papon)
Javed Ali
Shreya Ghoshal
Krishnakumar Kunnath (K.K)