Chingari wahi phir bhadki
Dil mein wahi toofan uthe
Dabaya tha jin zakhmo ko
Phir chamke
Sulaya tha jin sapno ko
Phir jaage
Mere dost mere humdum
Kiase samjau tujhe
Jeevan ek sauda hai
Hum sab hai saudai
Chamka sooraj kabhi
To kabhi badli ghir aayi
Jeevan ek sauda hai
Achhe bure hai
Jaise bhi anubhav
Lene badke hai
Gor andhera ho ya ujiyara
Dono sath mein chalte hai
Sukh dukh ka yeh chakkar
Aise hi chalta rehta hai
Jeevan ek sauda hai
Tum se mil ke jeevan mein
Aisi vina pooji thi
Har sans aur khayalo mein
Mere tum the tum the
Tum hi tum the
Par duniya ki sachai hai aisi
Manana yahi padta hai
Jeevan ek sauda hai
Nischal vehte zarne ke
Amrut jaise jaal ho tum
Komal kinke phulo se
Bhavak tumhare he nirmal
Par pari bhasa mere jeevan ki
Aur he aur rahegi wo
Jeevan ek sauda hai
Sambandh yeh hum dono ke
Ek meetha sapna the
Man ke gulshan mein
Mere nayi bahar ka dhokha the
Haqeeqat ke dayare sakne hai
Un mein nibhana payange
Jeevan ek sauda hai
Hum sab hai saudai
Chamka sooraj kabhi
To kabhi badli ghir aayi
Jeevan ek sauda hai.
Suresh Wadkar
Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh
Bhupinder Singh