Jeevan ko sangeet bana lo
Ik jogi ka geet bana lo
Jeevan ko sangeet bana lo
Ik jogi ka geet bana lo
Apna mann hain apna dushman
Is dushman ko meet bana lo
Jeevan ko sangeet bana lo
Ik jogi ka geet bana lo
Bandi nahin ho tum panchhi ho
Pinzra tute toh kaam mukti ho
Bandi nahin ho tum panchhi ho
Pinzra tute toh kaam mukti ho
Is maaya ke jhaal se chhuto
Apni haar ko jeet bana lo
Jeevan ko sangeet bana lo
Ik jogi ka geet bana lo
Dar se utpann hoye shanka
Yeh shanka ik rog hai mann ka
Dar se utpann hoye shanka
Yeh shanka ik rog hai mann ka
Apne mann mein
Satya ko dhoondho
Satya ko mann ki reet bana lo
Jeevan ko sangeet bana lo
Ik jogi ka geet bana lo
Aankhein kholo pyaar ko dekho
Pyar se is sansaar ko dekho
Aankhein kholo pyaar ko dekho
Pyar se is sansaar ko dekho
Yeh nafrat dukh ka aana
Is nafrat ko preet bana lo
Jeevan ko sangeet bana lo
Ik jogi ka geet bana lo.
Kavita Krishnamurthy
Asha Bhosle
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz