Aaa jin raaton mein neend ud jaati hai
Kya qeher ki raaten hoti hain
Darwaazon se takraa jaate hain
Deewaaron se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend ud jaati hai
Kya qeher ki raaten hoti hain
Darwaazon se takra jaate hain
Deewaaron se
Deewaaron se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Ghir ghir ke jo baadal aate hain
Aur be barse khul jaate hain
Aashaaon ki
Aashaaon ki jhoothi duniya mein
Sukhi barsaaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Arz kiya hai
Jab wo nahin hote pehlu mein
Aur lambi raaten hoti hain
Yaad aa ke yaad aa ke sataati rehti hain
Aur dil se aur dil se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Gaur farmaaiye
Hansne mein jo aansoo aate hain
Do tasweeren dikhlaate hain
Har roz har roz janaaze uthhte hain
Har roz baraaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Maqta arz hai
Himmat kis ki hai jo poochh sake
Ye aarzu e saudaayi hai
Kyun saahib kyun saahib aakhir akele mein
Ye kis se ye kis se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend udd jaati hai
Kya qeher ki raaten hoti hain
Darwaazon se takra jaate hain
Deewaaron se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar