Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai
Bacha vaha aaj bhi chand ko
Chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai
Bacha vaha aaj bhi chand ko
Chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Gaanv ka panghat panghat ka pani
Bhare gagariya koyi divani
Thandi thandi purwayi
Mein mithi mithi khushbu
Mat puchho uss khushbu mein
Hota hai kaisa jadu
Jadu aisa hota hai ke
Har koyi jhumta rehta hai
Jis desh mein
Ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai
Dil me basakar gaanv ki mamta
Shaher me aaya mai jogi ramta
Dil me basakar gaanv ki mamta
Shaher mein aaya mai jogi ramta
Sukh dukh sare man kar
Aur unako apna kar
Tarah tarah ke naato se
Ghar ban jata hai sundar
Pal pal sachche rishto ka
Vahan pyar barasta rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Bhabhi kangan khankaati hai
Aur maa loriya gati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai
Bacha vaha aaj bhi chand ko
Chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai.
Sapna Awasthi Singh, Udit Narayan
Bali Brahmbhatt, Sunidhi Chauhan
Atul Kale
Anuradha Sriram, Suman Shridhar
Sadhana Sargam, Sukhwinder Singh
Shrraddha Pandit, Udit Narayan