Ab tak toh hume koi
Samjha hi nahin
Haan koi hume
Pehchana hai kahan
Nahin kisi ko khabar
Hai woh manzil kaun si
Aakhir hume jaana hai jahaan
Ho hum chale toh din bhi
Khud ba khud chalte hain
Hum jahaan ruk jaaye
Wahin raat hoti hai
Jis jagah pe khatam
Sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari
Shuruwaat hoti hai
Jis jagah pe khatam
Sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari
Shuruwaat hoti hai
Chup hain agar hum
Yeh apni sharafat hai
Warna doron ke na
Rukti sharaarat hai
Paisa hai kitna yeh
Poocho zara mujhse
Iss ko bhi ro de tu
Zulfon ke saavan se
Iss bahaane tu bhi
Thoda sa bheege ga
Kaun si rozana yeh
Barsaat hoti hai
Jis jagah pe khatam
Sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari
Shuruwaat hoti hai
Jis jagah pe khatam
Sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari
Shuruwaat hoti hai
Apsi adaayon ka
Kayal zamana hai
Lekin yeh dil toh
Teri hi deewana hai
Ab tum mile hain
Toh koi wajah hogi
Iss mein bhi shayad
Khuda ki raza hogi
Do dilon ka milna
Hai wahi karta hai
Chaahne se kab yeh
Mulakaat hoti hai
Jis jagah pe khatam
Sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari
Shuruwaat hoti hai
Jis jagah pe khatam
Sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari
Shuruwaat hoti hai.
Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Abhishek Bachchan, Shruti Pathak
Bob, Yashita Yashpal
Ritu Pathak