Jiska darshan karne ko suraj
Nikalta hai wo tum ho
Jiska darshan karne ko suraj
Nikalta hai wo tum ho
Jiski chamak churane ko ye
Chand chamakta hai
Wo tum ho wo tum ho
Jiska darshan karne ko suraj
Nikalta hai wo tum ho
Nazar mili jab tumse koi or nazar
Na aaya koi or nazar na aaya
Tumhe banakar rab ne apna sundar
Rup dihkaya sundar rup dihkaya
Jiske samne aane ko darpan
Tadapta hai wo tum ho
Jiske samne aane ko darpan
Tadapta haiwo tum ho
Wo tum ho wo tum ho
Jiska darshan karne ko suraj
Nikalta hai wo tum ho
Jiski chamak churane ko ye
Chand chamakta hai
Wo tum ho wo tum ho
Jiska darshan karne ko suraj
Nikalta haiwo tum ho
Taal se taal nikalte hai
Sangeet basa baato mein
Sangeet basa baato mein
Kismat likh sakti ho tum
Wo kala chupi hatho mein
Wo kala chupi hatho mein
Jisse hath milane ko har koi
Tarasta hai wo tum ho
Jisse hath milane ko har koi
Tarasta hai wo tum ho
Wo tum ho wo tum ho
Jiska darshan karne ko suraj
Nikalta hai wo tum ho
Jiski chamak churane ko ye chand
Chamakta hai wo tum ho wo tum ho
Jiska darshan karne ko suraj nikalta hai
Wo tum ho.
Kishore Kumar