Jisko mile padosi acha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala
Jisko mile padoshi acha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala
Ek samay tha jab aapas mein
Mil jul kar hum rehte the
Ek samay tha jab aapas mein
Mil jul kar hum rehte the
Desh ko apna desh samjh kar
Sukh dukh mil kar sahte the
Aaj nahi hai koi kisi ka
Dard samjhane wala
Jisko mile padoshi achha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala
Bat diya hai insaano ko
Majhab ki deewaro ne
Bat diya hai insano ko
Majhab ki deewaro ne
Mandir maszid math gurdware
Gizjo ki minaro ne
Pyar se rahkar ab to karde
Nafrat ka muh kala
Jisko mile padoshi achha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala
Mil milkar hum rahe na sake to
Lad kar kya rahe payenge
Mil milkar hum rahe na sake to
Lad kar kya rahe payenge
Shantio dut nehru ke sapne
Sach kaise ho payenge
Ek rahe to sab dekho mein
Apna desh nirala
Jisko mile padoshi achha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala
Ghar se ghar basti se basti
Saher saher se mila hua
Simaye hai lekin phir bhi
Desh desh se juda hua
Ek dujhe ka sada padosi
Hota hai rakhwala
Jisko mile padoshi achha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala
Bada wohi hai is duniya
Mein jisko pyar mila hai
Pyar bantne koi har dum
Jiska dwar khula hai
Paise ka abhiman bura hai
Bura na paise wala
Jisko mile padoshi achha
Wo hai kismat wala
Chahe wo motar wala o bhaiya
Chahe ho thele wala.
Master Krishnarao
Master Krishnarao
Master Krishnarao
Anees Khatoon, Balwant Singh
Balwant Singh
Anees Khatoon
Balakram, Balwant Singh, Gopal Rao
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Ravi Shankar Sharma (Ravi)