Soniye soniye
Jo mai tujhko chori se
Bandh lu preet ki dori
To fir tu kya karegi
Mai to chor chor karungi
Bada shor shor karungi
Soniya soniya
Jo is preet ki dori se
Nikal jau mai chori se
To phir tu kya kahega
Chor pe mor mor kahunga
Ho bada shor shor karunga
In ankhiyo ka jaal bichhake
Daal ke pyaar ka dana
Ek din bas le kar hi lunga
Tujhko mai diwana
Sun ri maina pyaari
Mai hu challedar shikari
Ab mujhse bachna hai bhari
Meri erne ho erne
Goriye baki chhoriye
Jo tu jaal me phas jaye
Or phir ye jaal kas jaye
To phir tu kya karegi
Nazar ke waar waar karungi
Jigar ke paar paar karungi
Roop ki chanchal maina hu mai
Hath na tere aau
Fur fur karti paas se tere
Ye jau wo jau
Chug kar tere pyaar ka dana
Mujhko fur se hai ud jana
Tujhko dur se hai tarsana
Mere variya mere variya
Bolna kuch to bolna
Jo mai sau kar jau
Or kisi pe mar jau
To phir tu kya karega mai ha
Duja pyaar pyaar karunga
Duja yaar yaar karunga.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Meenu Purushottam, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Asha Bhosle, Nitin Mukesh Chand Mathur
Asha Bhosle, Nitin Mukesh Chand Mathur
Asha Bhosle
Chandrani Mukherjee, Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Uttara Kelkar
Mangal Singh
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Sadhana Sargam
Kumar Sanu
Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle
Alka Yagnik, Udit Narayan