Jo piya ke saath hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai
Jiski duniya mein milan hai
Sukh mein jiska dil magan hai
Yeh zameen hai dil sahin mein
Raat kisi ki raaz hai
Jiski duniya mein milan hai
Sukh mein jiska dil magan hai
Yeh zameen hai dil sahin mein
Raat kisi ki raaz hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai
Dard se jo door hai
Jo nashe mein choor hai
Dard se jo door hai
Jo nashe mein choor hai
Jiski aankhon mein kisi ki aankh hai
Jiski aankhon mein kisi ki aankh hai
Jiske haathon mein kisi ka haath hai
Jiske haathon mein kisi ka haath hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai
Jal raha hai dil ka tann mann
Jiske naino mein hai saawan
Jal raha hai dil ka tann mann
Jiske naino mein hai saawan
Uske liye ye ghar hai akele mein
Sapne ki yeh baat hai
Jo piya ke saath hai
Uske liye barsaat hai
Jo piya ke saath hai..
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Bande Hasan, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Asha Bhosle, Hemanta Kumar Mukhopadhyay