Ghujar rahein the yaha se yaaro
Ek rakshash ne jaadu maara
Aur bane hum pone
Din haftein aur saalon beetein
Nahin magar ye sota
So jaata to bhaag nikalte
Kaash agar ye hota
Are suno re
Jhaal mein koi fasa hain dekho
Jo tum kaho woh kardun main jaadu
Kehdo to chaand aur taaron ko laadu
Jo chaho bas ik pal mein lelo
Na tum daro jo hukum woh bolo
Karde karde yun meetha ek jaadu
Karde karde iss rakshash pe kaabu
Jo tum kaho woh kardun main jaadu
Kehdo to chaand aur taaron ko laadu
Jo chaho bas ik pal mein lelo
Na tum daro jo hukum woh bolo
Karde karde yun meetha ek jaadu
Karde karde iss rakshash pe kaabu
Hum sab milkar har ek jhulm ka
Badla lenge yaaro
Iss ko yaad aa jaaye iski
Naani itana maaro
Dekha hathoda pada idhar hi
Iski ka juta isike sar
Are woh uncha hain humse magar
Suraksha kavach hain hamare paas
Lelo colgate calsical
Majboot karlo colgate se daant
Dushman ka safaya ho aaj
Kar de kar de zanjeer ke tukade tu
Lele insalt ka badla tu
Jo tum kaho woh kardun main jaadu
Kehdo to chaand aur taaron ko laadu
Jo chaho bas ik pal mein lelo
Na tum daro jo hukum woh bolo
Karde karde yun neend mein ek jaadu
Karde karde iss rakshash pe kaabu
Chaand si soorat hawa hawai
Batsoorat kardega
Are jaan bacha kar bhaag nahi to
Tujhko bhi maarega
Darne ki kyaa baat ho
Jab hum aur tum saath ho.
Chitra Singh (Chitra Dutta)
Shankar Mahadevan
Shankar Mahadevan