Jo bhi chahe parbal vidhata
Jo bhi chahe parbal vidhata
Aakhir wo hi hota hai
Apradhi hota jo hari ka
Yaha wo ek din rota hai
Jo bhi chahe parbal vidhata
Aakhir wo hi hota hai
Apradhi hota jo hari ka
Yaha wo ek din rota hai
Shri sataynarayan sataynarayan
Sataynarayan
Shri sataynarayan
Jaisi karni waisi bharni
Yaad ye rakhna parani
Yaad ye rakhna parani
Parbhu puja ki tumne thukrai
Ye kaisi nadani ye kaisi nadani
Jo bhagwan ko bhule jag me
Jo bhagwan ko bhule jag me
Wo hi sab kuch khota hai
Apradhi hota jo hari ka
Yaha wo ek din rota hai
Shri sataynarayan sataynarayan
Sataynarayan
Shri sataynarayan
Jo kuch hota hai duniya me
Jo kuch hota hai duniya me
Ishwar ka sab khel hai
Bhikh mangti hai saithani
Bhikh mangti hai saithani
Sahukar ko jail hai
Wo waisa hi phal payega
Wo waisa hi phal payega
Jo jaisa hi bota hai
Apradhi hota jo hari ka
Yaha wo ek din rota hai
Shri sataynarayan sataynarayan
Sataynarayan
Shri sataynarayan
Jo kuch bhul hui jivan me
Usko ab tu bhul re
Us malik ki karpa phale to
Kante banege phool re
Shama kare wo
Shama kare wo jo ashuvan se
Parbhu charno ko dhota hai
Apradhi hota jo hari ka
Yaha wo ek din rota hai
Jo bhi chahe parbal vidhata
Aakhir wo hi hota hai
Apradhi hota jo hari ka
Yaha wo ek din rota hai
Shri sataynarayan sataynarayan
Sataynarayan
Shri sataynarayan.
Ambar Kumar, Chandrani Mukherjee, Hari Om Sharan
Ambar Kumar, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor