Kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Takleef naa hoti jeene mein
Takleef naa hoti jeene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Sach kehete hai,
Sach kehete hai log ke
Pikar rang nasha ban jaata hai
Koi bhi ho rog yeh dil ka
Dard dawaa ban jaata hai
Aag lagi ho is dil mein tho
Aag lagi ho is dil mein tho
Harz hai kya phir pine mein
Harz hai kya phir pine mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Takleef naa hoti jeene mein
Takleef naa hoti jeene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Bhool nahin saktha yeh sadama
Yaad hamesha aayega
Kisi ne aisa dard diya tho
Barso mujhe tadapayega
Bhar nahin sakte zakhm yeh dil ke
Bhar nahin sakte zakhm yeh dil ke
Koi saal mahine mein
Koi saal mahine mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Takleef naa hoti jeene mein
Takleef naa hoti jeene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein.
Alka Yagnik, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Pankaj Udhas, Sadhana Sargam
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu