Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
O sagar me aaj dhal ke saya shabab ka
Saki ne rukh hi mod diya aftab ka
Aftab ka
Aa baith meri julfo me do ghadi
Aayega tujhko lutf sabe aftab ka
Aa baith meri julfo me do ghadi
Aayega tujhko lutf sabe aftab ka
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Saki fiza jamane ki kitni udas hai
Mai aa gaya ye soch ke
Maykhana paas hai
Maykhana paas hai
Tere liye hi rakha hai maine wo ek jam
Jisme mere hasin labo ki mithas hai
Tere liye hi rakha hai maine wo ek jam
Jisme mere hasin labo ki mithas hai
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Saki sarab laa ke ye dil bekarar hai
Har chiz is zahan ki be aitbaar hai
Be aitbaar hai
Jo maykadi me aa gaya dunia ko chod kar
Ik ik lamha uske liye to duswar hai
Jo maykadi me aa gaya dunia ko chod kar
Ik ik lamha uske liye to duswar hai
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Kab se dhari hai samne botal sharab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki
Aa pile isme band hai
Ke isme band hai raate shabab ki.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi