Kab tak kategi ee
Kab tak kategi zindagi
Kinaare kinaare ae
O maanjhi aake naao
Meri lehron mein le ja re
Kab tak kategi ee
Zamana kehte hain
Jise wo to hai jawaani
Zamana kehte hain
Jise wo to hai jawaani
Jawaani ki rawaani hai
Behta hua paani
Jawaani ki rawaani hai
Behta hua paani ee
Mujhko bhi to dikha de re
Maujon ke nazaare
Mujhko bhi to dikha de re
Maujon ke nazaare
O maanjhi aake naao
Meri lehron mein le ja re
Kab tak kategi ee
Yoon khel ke kab tak
Kaaghaz ki naao bahaaun
Yoon khel ke kab tak
Kaaghaz ki naao bahaaun
Tum aaja to main
Prem ki ganga mein nahaaun
Tum aaja to main
Prem ki ganga mein nahaaun
Ye lehren nanhe
Haathon se karti hai ishaare
Ye lehren nanhe
Haathon se karti hai ishaare
O maanjhi aake naao
Meri lehron mein le ja re
Kab tak kategi ee
Chal re gehri manjhdhaar se
Aaya hai bulaawa aa
Chal re gehri manjhdhaar se
Aaya hai bulaawa
Kheta jaa meri naao
Tu deta jaa bhulaawa
Kheta jaa meri naao
Tu deta jaa bhulaawa
Rehne de saari
Duniyaa ko rehne de
Rehne de saari duniyaa ko
Saahil ke sahaare
O maanjhi aake naao
Meri lehron mein le ja re
Kab tak kategi ee.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Ira Nagrath, Lata Mangeshkar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)