Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Kabhi aankh milaye
Kabhi dil ko churaye
Mujhe gali mein roke deewane haye
Inhe kaise samjhau haye
Badnaam ho na jaau haye
Inhe kaise samjhau
Badnaam ho na jaau
Ban jaaye na saher mera
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Aaja na na na re na
Aaja na na na re na
Aaja na na na re na aaja
Chaubare pe dera jamaye
Chaubare pe dera jamaye
Khidki pe chad ke ishare banaye
Waqt ka yeh darwaja
Kabhi seeti bajaye
Kabhi chhat pe bulaye haye
Kabhi seeti bajaye
Kabhi chhat pe bulaye
Chhede hai mujhe yeh mastana
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Khinche re aanchal pakde kalaai
Khinche re aanchal pakde kalaai
Yeh bhi na soche hu main paraai
Bedardi maane na
Kuch kaha bhi na jaaye haye
Ab raha bhi na jaaye haye
Kuch kaha bhi na jaaye haye
Ab raha bhi na jaaye haye
Besharm hai zulmi anjaane
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Devanand mera aashq pagal
Devanand mera aashq pagal
Ami aag ka dil hai ghayal
Phir satru lagaye haye
Jaan lutaye haye
Phir satru lagaye haye
Jaan lutaye haye
Kabhi heero hai mere deewane
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Mujhe gali mein roke deewane.
Asha Bhosle, Meenu Purushottam, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Ila Arun, Kavita Krishnamurthy
Asha Bhosle
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz