Kabhi kuchh pal jiwan ke lagte hai
Ke chalte chalte kuchh der thehar jate hai
Kabhi kuchh pal jiwan ke lagte hai
Ke chalte chalte kuchh der thehar jate hai
Kabhi kabhi kuchh pal jiwan ke
Har din halchal se aaj mili khamoshi
Jhalki hai tan man me pyar bhari madhosi
Badale badale mausam ke
Mujhe rang nazar aate hai
Kabhi kuchh pal jiwan ke lagte hai
Ke chalte chalte kuchh der thehar jate hai
Kabhi kabhi kuchh pal jiwan ke
Ye ghadiya fursat ki roz kaha milti hai
Ab khushiya hath mera thame hue chalti hai
Mere sath ye dharti geet madhur gate hai
Kabhi kuchh pal jiwan ke lagte hai
Ke chalte chalte kuchh der thehar jate hai
Kabhi kabhi kuchh pal jiwan ke
Kitna bhala lagta hai ye suraj ka dhalna
Duniya se dur chhup ke yaha tera mera yu milana
Kabhi kabhi hum yaha diwane pan ki
Had se guzar jate hai
Kabhi kuchh pal jiwan ke lagte hai
Ke chalte chalte kuchh der thehar jate hai
Kabhi kabhi kuchh pal jiwan ke.
Kumari Faiyaz, Rahul Dev Burman