Kabhi lage ke
Yeh sara sach hain
Kabhi lage ke
Yeh sara jooth hain
Yeh kaisi hain zindagi
Yeh kaisi hain zindagi
Kabhi lage ke
Yeh sara sach hain
Kabhi lage ke
Yeh sara jooth hain
Yeh kaisi hain zindagi
Yeh kaisi hain zindagi
Raste to hai par manzil nahin hain
Kishti mili par sahil nahin hain
Raste to hai par manzil nahin hain
Kishti mili par sahil nahin hain
Maujon mein hi jeena hain
Maujon mein hi marna hain
Toofano se yaari karake e he
Kabhi lage ke yeh sara sach hain
Kabhi lage ke yeh sara jooth hain
Yeh kaisi hain zindagi
Yeh kaisi hain zindagi
Hum ji rahe hain yun zindagi ko
Jaise andhera jiye roshani ko
Hum ji rahe hain yun zindagi ko
Jaise andhera jiye roshani ko
Kahi zanjeer nahin
Phir bhi bandhe hain
Sab jaane kaisi kaisi dor se e he
Kabhi lage ke
Yeh sara sach hain
Kabhi lage ke
Yeh sara jooth hain
Yeh kaisi hain zindagi
Yeh kaisi hain zindagi
Pyasi pyasi aankhon
Mein sapne saja ke
Dekha ki yeh
Kisi ko deewane hoke
Pyasi pyasi aankhon
Mein sapne saja ke
Dekha ki yeh
Kisi ko deewane hoke
Apne sitaare gardish mein rahe hain
Hum kaise inkaar karate e he
Kabhi lage ke
Yeh sara sach hain
Kabhi lage ke
Yeh sara jooth hain
Yeh kaisi hain zindagi
Yeh kaisi hain zindagi
Yeh kaisi hain zindagi.
Asha Bhosle
Alisha Chinai
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Sadhana Sargam, Sarika Kapoor, Udit Narayan