Kabhi muskurake
Mushkilon se mil gaye
Kabhi has ke gham ko pee liya
Na kal ki sochi na
Kal ki thi fikar
Jaise mujhe jeena tha
Maine waise hi jiya
Kabhi muskurake
Mushkilon se mil gaye
Kabhi has ke gham ko pee liya
Na kal ki sochi na
Kal ki thi fikar
Jaise mujhe jeena tha
Maine waise hi jiya
Ab ho jaaye jo ho jaaye
Khada hoon seena taane
Ab ho jaaye jo ho jaaye
Khada hu seena taane
Jahaan mein kaha hain
Dam mujhe jhukane
Zukta nahi hain woh tootne
Ka intezaar karta hain
Bemaut marta hain koi toh
Har saans se pyar karta hain
Bematlab hain mera duniya se
Poochhna ke jo hue woh kyu hua
Kis zurm ki mujhko mili saza
Koi bata de bass
Maine aisa kya kiya
Ab ho jaaye jo ho jaaye
Khada hu seena taane
Ab ho jaaye jo ho jaaye
Khada hoon seena taane
Jahaan mein kaha hain
Dam mujhe jhukane.
Krishna Beura
Kailash Kher
Vinod Rathod
Kailash Kher
Shibani Kashyap
Strings (Band)