Kadam Kadam Se Dil - Char Dil Char Raahein lyrics | Char Dil Char Raahein - Kadam Kadam Se Dil lyrics

Kadam Kadam Se Dil is a hindi song from the 1959 movie Char Dil Char Raahein. Kadam Kadam Se Dil singers are Mahendra Kapoor, Meena Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Kadam Kadam Se Dil composer is Anil Krishna Biswas and Kadam Kadam Se Dil lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Kadam Kadam Se Dil music director is Anil Krishna Biswas. Kadam Kadam Se Dil features Raj Kapoor, Ajit, Shammi Kapoo. Kadam Kadam Se Dil director is and the producer is . The audio of Kadam Kadam Se Dil song was released on null by Saregama. Kadam Kadam Se Dil YouTube video song can be watched above.


Saathi re saathi re
Saathi re


Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham


Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil


Saathi re bhaai re
Ham aaj niv rakh rahe hai
Us nijaam ki us nijaam ki


Bike na zindagi jahaan
Kisi gulaam ki kisi gulaam ki
Lute na mehanate
Pise hue aavaam ki
Na bhar sake tijoriyaan
Koi haraam ki saathi re bhaai re


Har ek unch nich ko
Mitaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil


Saathi re bhaai re
Hamaare baajuo me
Aandhiyo kaa zor hai
Aandhiyo kaa zor hai


Hamaari dhadakano me
Baadalo kaa shor hai
Baadalo kaa shor hai


Hamaare haath me
Vatan ki baagador hai
Na bach ke jaa sakege
Jinake dil me chor hai
Saathi re bhaai re


Suno ki apanaa faisalaa
Sunaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil


Saathi re bhaai re
Utha liya hai ab samaj
Vaad ka nishaan
Samaj vaad ka nishaan


Alag salag na hogi ab
Hamari khetiya
Ye hamari khetiya


Chalegi sabke vaste
Milo ki chadthiya
Zameen se aasman
Talak uthegi chimaniya


Saathi re bhaai re
Kaha tha jo wo karke
Ab dikha rahe hai hum


Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil


Saathi re bhaai re
Uthe vo naujavan
Jinko pyaar chahiye
Jinko pyaar chahiye


Badhe vo dulhane
Jinhe yaar chahiye
Jinhe yaar chahiye


Chale vo gulsita jinhe
Nikhar chahiye
Sune vo bastiyaa jinhe
Bahar chahiye


Saathi re bhaai re
Ke jindagi ko uska haq
Dila rahe hai hum


Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil


Saathi re bhaai re
Ye rasta sunahari
Manzilo ko jayega
Manzilo ko jayega


Ye rasta kushi ki
Bastiya batayega
Bastiya batayega


Bichhade gaye the jo
Unhe karib layega
Ye rasta hai jo
Dil se dil milayega


Saathi re bhaai re
Ke ab tamaam fasale
Mita rahe he hum


Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil.



Singers: Mahendra Kapoor, Meena Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Anil Krishna Biswas
Music Director: Anil Krishna Biswas
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Ajit, Shammi Kapoo
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kadam Kadam Se Dil
Ans: Kadam Kadam Se Dil song music director is Anil Krishna Biswas
2. Who is/are the singer/singers of the song Kadam Kadam Se Dil
Ans: Kadam Kadam Se Dil song singers are Mahendra Kapoor, Meena Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Kadam Kadam Se Dil
Ans: Kadam Kadam Se Dil song composer is Anil Krishna Biswas
4. Who is the Lyricist of the song Kadam Kadam Se Dil
Ans: Kadam Kadam Se Dil song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Kadam Kadam Se Dil
Ans: Kadam Kadam Se Dil song is from Char Dil Char Raahein
6. Who wrote the song Kadam Kadam Se Dil
Ans: Kadam Kadam Se Dil song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Char Dil Char Raahein

1
Haan Ye Bholi Soorat Waale

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish

2
Koyi Maane Na Maane

Lata Mangeshkar

3
Kachchi Hai Umariya

Meena Kapoor

4
Nahin Kiya To

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Intazaar Aur Abhi

Lata Mangeshkar