Kadamo pe mere sham
Savere tera hi naam
O mere ghan shyam
Saasu se paav dabvaugi
Dulhey se khana banvaugi
Jab tum shadi kar loge
Bhul jaoge akadi theen chize
Yaad rahegi namak tel or lakadi
Jis din tere ghar mai
Dulhan banke aaugi
Puch jara kaise kaise
Teri band bajaugi
Khud bhi nachungi
Tujhko bhi nachaugi
Khud bhi nachungi
Tujhko bhi nachaugi
Banugi dulhan two thousand
Ki karugi gulami na husband ki
Banugi dulhan two thousand
Ki karugi gulami na husband ki
Duniya ke in bedardo ko
Jalim sitam mardo ko
Kadamo me apne jhukaugi
Khud bhi nachungi
Tujhko bhi nachaugi
Khud bhi nachungi
Tujhko bhi nachaugi
Sasure ki gali na jhelugi
Usko kuye me dhakelungi
Sasure ki gali na jhelugi
Usko kuye me dhakelungi
Nakhare tere na uthaugi
Sasu mai tujhko bataugi
Danda dahej me laugi
Khud bhi nachungi
Ujhko bhi nachaugi
Khudbhi nachungi
Tujhko bhi nachaugi
Jis din tere ghar mai dulhan
Banke aaugi puch jara kaise kaise
Teri baind bajaugi khud bhi
Nachungi tujhko bhi nachaugi
Khud bhi nachungi
Tujhko bhi nachaugi.
Anu Malik, Sunidhi Chauhan
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Anuradha Sriram