Kahan le chale ho
Bata do musafir
Sitaron se aage
Ye kaisa jahan hai
Kahan le chale ho
Bata do musafir
Sitaron se aage
Ye kaisa jahan hai
Khayalon ki manzil ye
Khwabon ki mahafil
Samajh men na aaye
Ye duniya kahan hai
Kahan rah gaye
Kaafilen badalon ke
Kahan rah gaye
Kaafilen badalon ke
Zamin chhup gayi
Hai tale badalon ke
Hai mujh ko yakeen ke
Hai jannat yahin hai
Ye ajab si fiza hai
Ajab ye sama hai
Kahaan le chale
Ho bata do musafir
Sitaaron se aage
Ye kaisa jahan hai
Nazar ki duwa ka
Jawab aa raha hai
Nazar ki duwa ka
Jawab aa raha hai
Meri aarazu pe
Shabab aa raha hai
Ye khamoshiyan
Bhi hain ik dastan
Koi kahata hai mujhase
Mohabbat jawan hai
Kahaan le chale ho
Bata do musafir
Sitaaron se aage
Ye kaisa jahan hai
Muhabbat bhari is
Jahan ki hain raahen
Muhabbat bhari is
Jahan ki hain raahen
Jinhen dekh kar kho
Gayi hain nigahen
Ye halaki hawa
Layi kaisa nasha
Na raha hosh itana
Mera dil kahan hai
Kahaan le chale ho
Bata do musafir
Sitaaron se aage
Ye kaisa jahan hai
Khayalon ki manzil
Ye khwabon ki mahafil
Samajh men na aaye
Ye duniya kahan hai.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar