Aa kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Aisi na thi more mayke galiya
Aisi na thi, aisi na thi
Aisi na thi more mayke galiya
Jaisa piya ji ka desh,
Re babul kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Padh gaye komal pairo me chhale
Padh gaye komal pairo me chhale
Lag gaye hontho pe chup ke tale
Lakhjo anjane wale ek ke hath
Bheja na mere baiya ne sandesh
Re babul kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Likh likh phadi kitni pattiya
Likh likh phadi kitni pattiya
Likh na paau jiti batiya
Chhote din aur lambi ratiya
Yaad karu sare mahle do mahle
Lagi piay ke desh re babul
Babul kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Jivan sapna nikla jutha
O jivan sapna nikla jutha
Mera man mujhse bhi rutha
Mukh gayi san me darpan tuta
Apna aap na pahchanu
Badla ji maine aisa bhesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh
Re babul kahe ko biyahi bidesh.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Asha Bhosle