Kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Nanhi nandiya bhabhi ki baat take
Bhabhi ki baat take
Bhaiya judai ki ghadiya na kat sake
Ghadiya na kat sake
Jaane kab tak jiya tadpayegi
Janae kab tak jiya tadpayegi
O bhaiya kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Jaise chanda sitaro mein ek hai
Jaise chanda sitaro mein ek hai
Meri bhabhi hazaro mein ek hai
Jaise chanda sitaro mein ek hai
Meri bhabhi hazaro mein ek hai
Chum lengi chum lengi
Mohalle ki goriya
Chum lengi chum lengi
Mohalle ki goriya
Wo jo mukhde se ghunght uthayegi
Wo jo mukhde se ghunght uthayegi
O bhaiya kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Zara shadi rachane ki der hai
Zara shadi rachane ki der hai
Meri bhabhi ke aane ki der hai
O bhaiya meri bhabhi ke
Aane ki der hai usne dekha
Usne dekha jo aankhe nikal ke
Sari geet preet nikal jayegi
O bhaiya kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi
Kaho bhabhi meri kab aayegi
Mere bhaiya ke man ko lubhayegi.
Surinder Kaur, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Khan Mastana