Kaho sakhi kaho sakhi
Pehali raat mein kya biti
Kaho sakhi kaho sakhi
Pehali raat mein kya biti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Gabru ha mera mota si
Mota si wo mota si
Niyat ka wo khota si
Khota si wo khota si
Usne badi nadani ki
Inti khicha tani ki
Char pai meri tod gaya
Mujhko rota chhod gaya
Phir bhi main reh gayi jiti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Arey tubhi to apni
Suhagraat ki baat bata
Gabru ha mera kala si
Kala si wo kala si
Kauve se rang wala si
Kauve jaisa kala si
Bhar liya bhaao ke ghere mein
Dikha na mujhe andhere mein
Kab aaya kab chala gaya
Kuchh bhi na mujhko pata chala
Phir bhi main reh gayi jiti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Tera wala kaisa tha batati hun
Gabru mera halka si
Halka si wo halka si
Itna dubla patla si
Patla si wo dubla
Khicha mujhe to khich aaya
Muchh ne haaye sitam dhaya
Tabhi jo maine chhink diya
Palang se niche gire piya
Phir bhi main reh gayi jiti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Suno sakhi suno sakhi
Pehali raat mein jo biti
Tu kaha bhaag rahi hai
Tu bhi to bata arrrr
Gabru mera bhola si
Bhola si wo bhola si
Go masha mein tola si
Tola si main tola si
Pehali raat mein hota hai kya
Kuchh bhi na tha usko pata
Kabhi sharmai kabhi muskai
Jhandi hari maine dikhlaai
Uspe na kuchh bhi asar hua
Pyaar kiya na mujhe chhua
Haath liya na haatho mein
Raat bit gayi baato mein
Tang akar tba maine kaha
Kuchh to karo mere bhole piya
Phir usne kya kioya
Batau kya kiya batao.
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Usha Mangeshkar