Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Kayi dil tut jate to
Sada tak bhi nahi aate
Kayi dil tut jate to
Sada tak bhi nahi aate
Hazaro dard aise
Hai kasak jinki nahi jati
Kasak jinki nahi jati
Bahut se jakham aise
Hai jo dikhlaye nahi jate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Koi mahfil ho dunia
Ki wahi hai dil ki tanhai
Koi mahfil ho dunia
Ki wahi hai dil ki tanhai
Na jane yad kya aaya
Hamari aankh bhar aayi
Na jane yad kya aaya
Hamari aankh bhar aayi
Ye kaise geet hai aye
Dil jo gaye bhi nahi jate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate.
Lata Mangeshkar
Ira Majumdar
Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Indrani Mukherjee, Moti Sagar
Ashima Bannerjee, Ira Majumdar, Shankar Dasgupta
Asha Bhosle