Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada
Binati hi binati mein beet
Gayi aaj sham
Binati hi binati mein beet
Gayi aaj sham
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada
Zalim ne jeevan ke
Sapno ko choor kiya
Zalim ne jeevan ke
Sapno ko choor kiya
Humko hamari hi nazaro
Se door kiya
Aankho hi aankho mein dil
Ko majboor kiya
Aankho hi aankho mein dil
Ko majboor kiya
Baato hi baato mein rok
Diye sare kam
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada
Bhedi koyi man ki nagari
Ko lut gaya
Bhedi koyi man ki nagari
Ko lut gaya
Daman mere dil ka hatho
Se chhut gaya
Mujh par jo chhaya tha jadu
Woh tut gaya
Mujh par jo chhaya tha jadu
Woh tut gaya
Milte hi aankhe main japane
Lagi ram naam
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)