Kaise zalim ho kaise zalim
Kaise zalim se pad gaya pala re
Bina maut mujhe mar dala re
Are re kaise zalim se pad gaya pala re
Bina maut mujhe mar dala re
Haye re bina maut mujhe mar dala re
Khade khidki mein hai wo badi shan se
Badi shan se badi shan se
Khade khidki mein hai wo badi shan se
Baate karte hai wo aasman se
Kis ada se dupatta sambhala
Haye mere dil pe chala ek hai bhala re
Bina maut mujhe mar dala re
Are re kaise zalim se pad gaya pala re
Bina maut mujhe mar dala re
Bade khamosh hai aajkal wo
Aajkal wo aajkal wo
Bade khamosh hai aajkal wo
Dekho kitne gaye hai badal wo
Ajee dekho kitne gaye hai badal wo
Jhuki nazre labo pe ek tala
Haye jhuki nazre labo pe ek tala re
Bina maut mujhe mar dala re
Are re kaise zalim se pad gaya pala re
Bina maut mujhe mar dala re
Hum bhi aadmi kabhi the bade kaam ke
Bade kaam ke bade kaam ke
Hum bhi aadmi kabhi the bade kaam ke
Ab khade hai gali mein dil tham ke
Ab khade hai gali mein dil tham ke
Mera ishq ne nikala deewala
Ajee dekho kaisa hua yeh ghotala re
Bina maut mujhe mar dala re
Are re kaise zalim
O are re kaise zalim se pad gaya pala re
Bina maut mujhe mar dala re
Haye re bina maut mujhe mar dala re.
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)