Kaisi bekhudi ka samna
Kaisi bekhudi ka samna
Dekho apne dil ko thamna ho
Kaisi bekhudi ka samna
Kaisi bekhudi ka samna
Rat par bahar hai
Bahar kushkwar hai
Ke chand par
Shabab aa gaya
Rut hasin ho gayi ke
Mastiyo me kho gayi
Husn benkab aa gaya
O ho rat par bahar hai
Bahar kushkwar hai
Ke chand par shabab aa gaya
Rut hasin ho gayi ke
Mastiyo me kho gayi
Husn benkab aa gaya
Kaisi bekhudi ka samna
Kaisi bekhudi ka samna
Dekho apne dil ko thamna ho
Kaisi bekhudi ka samna
Har kadam sar rakh utha
Jahan bhi chamak utha ke
Aaj dil ka phul khil gaya
Zindagi ka saz hai
Hume to jispe naz hai
Ke aaj humko pyar mil gaya
O ho har kadam sar rakh utha
Jahan bhi chamak utha ke
Aaj dil ka phul khil gaya
Zindagi ka saz hai
Hume to jispe naz hai
Ke aaj humko pyar mil gaya
Kaisi bekhudi ka samna
Kaisi bekhudi ka samna
Dekho apne dil ko thamna ho
Kaisi bekhudi ka samna
Ghumta hai aasma
Hamare sath ye jaha
Ke dagmaga rahi hai zindagi
Ghumti hai ye zamin
Ban gayi hai dilnashi
Ke muskura rahi hai chandani
O ho ghumta hai aasma
Hamare sath ye jaha
Ke dagmaga rahi hai zindagi
Ghumti hai ye zamin
Ban gayi hai dilnashi
Ke muskura rahi hai chandani
Kaisi bekhudi ka samna
Kaisi bekhudi ka samna
Dekho apne dil ko thamna ho
Kaisi bekhudi ka samna
Kaisi bekhudi ka samna.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Kamal Barot, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)