Kajal kajal teri aankhon ka ye kajal
Pagal pagal kar deta hai mujhe pagal
Payal payal tere pairo ki ye payal
Ghayal ghayal kar deti hai mujh ghayal
Maine dil diya haye haye
Tera dil liya haye haye
Kya bura kiya haye maine dil diya
Tera dil liya kya bura kiya
Kajal kajal meri aankhon ka ye kajal
Pagal pagal kar deta hai tujhe pagal
Payal payal mere pairo ki ye payal
Ghayal ghayal kar deti hai tujh ghayal
Maine dil diya haye haye
Tera dil liya haye haye
Kya bura kiya haye maine dil diya
Tera dil liya kya bura kiya
Aankhon mein tere kala jo til hai
Sadiyo purana ha mera wo dil hai
Sabse juda hai teri adaye
Tujhpe fida hai meri wafaye
Tere liye janam jaan meri jaaye
Bhukh bhi lage na neend bhi na aaye
Tujhse ye puchhe mere nain sharmile
Kis din honge gore haath mere peele
Tune kuch kaha maine sun liya
Maine sun liya maine chun liya
Haye haye apna piya
Haye haye kya bura kiya
Haye maine chun liya
Apna piya kya bura kiya
Sine mein mere bas tu hi tu hai
Dhadkan hai dil ki ha tu meri ruh hai
Tu mera dil hai mera jigar hai
Tu samne hai tujhpe nazar hai
Dhadke mera dil tere naam par
Kahi dur le chal hath tham kar
Aankhen mila ke tune mere dil ko jeeta
Aankhon mein padh li maine prem ki geeta
Pyar ka tohfa tan mann diya tan man diya
Maine bun liya haye haye
Sapna naya haye haye
Kya bura kiya haye
Maine bun liya sapna naya
Kya bura kiya
Kajal kajal meri aankhon ka ye kajal
Ghayal ghayal kar deta hai tujh ghayal
Maine dil diya haye haye
Tera dil liya haye haye
Kya bura kiya haye maine dil diya
Tera dil liya kya bura kiya
Kajal kajal teri aankhon ka ye kajal
Pagal pagal kar deta hai mujhe pagal
Payal payal tere pairo ki ye payal
Ghayal ghayal kar deti hai mujh ghayal
Maine dil diya haye haye
Tera dil liya haye haye
Kya bura kiya haye maine dil diya
Tera dil liya kya bura kiya.
Amit Kumar, Asha Bhosle
Abhijeet Bhattacharya
Suneeta Rao
Remo Fernandes
Kumar Sanu