Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Achhi nahi ye doori o sajna
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Achhi nahi ye doori o sajna
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Dhal bhi gaye sanam
Dhundhal ke sham ke
Rah gaye tum haule
Se mujhko tham ke
Dhal bhi gaye sanam
Dhundhal ke sham ke
Rah gaye tum haule
Se mujhko tham ke
Soch mein jo padi hoon main
Hosh khole khadi hoon main
Kuch to hai kahna
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Gale lag ja jale chaman ki chandani
Tujhpe khile mere badan ki chandani
Gale lag ja jale chaman ki chandani
Tujhpe khile mere badan ki chandani
Kash ye nazara hota aur tu hamara hota
Phir to kya kahna oye
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Mukh pe tere idhar udhar ki bat hai
Par jo nahi hui nazar ki bat hai
Mukh pe tere idhar udhar ki bat hai
Par jo nahi hui nazar ki bat hai
Aur kya pukare jiya
Kan mein kahungi piya
Pas hi rahna haye
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Achhi nahi ye doori o sajna
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Kal ki kuch adhuri bate hai zaroori
Achhi nahi ye doori o sajna.
Lata Mangeshkar
Kantilal, Khursheed Bano
Khursheed Bano
Khursheed Bano, Snehaprabha Pradhan
Meena Kapoor
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Meena Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Anil Krishna Biswas, Meena Kapoor
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Anup Jalota, Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Udit Narayan
Abhijeet Bhattacharya
Anuradha Paudwal, Debashish Dasgupta
Anuradha Paudwal