Kal nau baje, tum chand dekhna
Main bhi dekhuga
Aur yun dono ki nighaein
Chand par mil gayeingi
Kal nau baje, tum chand dekhna
Main bhi dekhugi
Aur yun dono ki nighaein
Chand par mil gayeingi
Kal nau baje
Kaun keh sakta hai
Kal mein hu kahan tum ho kahan
Kaun keh sakta hai
Kal mein hu kahan tum ho kahan
Chand lekin yahin niklega
Yahan aur wahan
Chand is chehre ko aayena dikhahi dega
Chahati hu mein tumhe chand gawahi dega
Kal nau baje, tum chand dekhna
Main bhi dekhugi
Aur yun dono ki nighaein
Chand par mil gayeingi
Kal nau baje
Tum mere saath ho tho
Chain se yeh mere tan man hai
Tum mere saath ho tho
Chain se yeh mere tan man hai
Tum mere saath ho tho
Rahe sabhi roshan hai
Tum na hoge tho andhera yahan chayega
Tum na ghabrana ke phir
Chand nikal aayega
Kal nau baje
Kal nau baje, tum chand dekhna
Main bhi dekhugi
Aur yun dono ki nighaein
Chand par mil gayeingi
Kal nau baje
Kal nau baje, tum chand dekhna
Tum chand dekhna
Kal nau baje, hey la la la
Tum chand dekhna
Main bhi dekhugi
Aur yun dono ki nighaein
Chand par mil gayeingi.
Shankar Mahadevan
Kirti Sagathia, Shankar Mahadevan
Javed Ali, Shreya Ghoshal