Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai
Hummmm kya kaha tumne
Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai
Aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Har pal sunday samjo bas ishi baat ka rona hai
Subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sona hai
Mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi
Sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi

Vah ri kismat bhari jawani mein yeh sitam bhi hona hai
Rekhasubah muje jaldi uthana hai isley jaldi sojaao baba
Kabhi kabhi acha lagta hai meethe khawab aayen
Khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen

Dhire dhire pyar ke dhage mein har khawab pirona hai
Are aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Chand raat ka yeh kehana hai ek baar to pyar se mil
Lakh na chahoon phir bhi teri baaton mein aajaye dil

Jane teri batoon mein kya aisa jadu tona hai
Aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar