Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Nahi manta dil
Dhadkata bahut hai
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Nahi manta dil
Dhadkata bahut hai
Ise jab bhi padhana
Akele mein padhna
Mere pyar ka khat
Mahekta bahut hai
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Nahi manta dil
Dhadkata bahut hai
Ise jab bhi padana
Akele mein padhna
Mere pyar ka khat
Mahekta bahut hai
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai
Kabhi chandni sa
Bikharta hai jadu
Kabhi phool khilte hai
Udati hai khushbu
Kabhi chandni sa
Bikharta hai jadu
Kabhi phool khilte hai
Udati hai khushbu
Teri yaad milne ko
Aati hai jab bhi
Teri yaad milne ko
Aati hai jab bhi
Mere ghar ka kamra
Chamakta bahut hai
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai
Mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein
Mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein
Andhere ujhale mein
Shamil tumhi ho
Andhere mein sanse
Khankati bahut hai
Andhere mein sanse
Khankati bahut hai
Ujhale mein aanchal
Dalkata bahut hai
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai
Wo chatnar pipal
Abhi tak wahi hai
Likhe hai jaha naam
Mere tumhare
Wo chatnar pipal
Abhi tak wahi hai
Likhe hai jaha naam
Mere tumhare
Main jab bhi gujarta
Hu us raste se
Main jab bhi gujarta
Hu us raste se
Mujhe dekh kar wo
Lahekta bahut hai
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai
Likhu to likhu kya
Kalam hath mein hai.
Alka Yagnik, Udit Narayan