Ga ma ga re ga sa re pa
Pa sa pa sa ma ga
Ga ma ga re ga sa re pa
Pa sa pa sa ma ga
Kaliyug ki sita ki uljhan hai
Mat pooch mere mann bairaagi
Jeevan bhar ka banwaas liya oh
Ram ke ghar ko bhi tyagi hai
Yeh kaliyug ki sita ki uljhan
Har kadam pe uska haran hua
Har mod pe ravan ko dekha
Har kadam pe uska haran hua
Har mod pe ravan ko dekha
Jab saiyyam ka dhiraj tuta
Khud laang chali laxman rekha
Na rang mahal usko bhaaya
Sari khushiyon ko taj bhaagi hai
Yeh kaliyug ki sita ki uljhan
Ga ma ga re ga sa re pa
Pa sa pa sa ma ga
Ga ma ga re ga sa re pa
Pa sa pa sa ma ga
Aah aaa aah aaa
Ga ma ga re ga sa re pa
Naakaam huvi badnam huvi
Kal tak thi shradha ki murat
Naakaam huvi badnam huvi
Kal tak thi shradha ki murat
Dar dar bhatki maari maari
Aasmaan mein doob gaye surat
Kaanto pe aaye neend zara
Phoolon ke bister pe jaagi
Kaliyug ki sita ki uljhan
Na na na
Woh ram ke ghar ko bhi tyaagi haay
Kaliyug ki sita ki uljhan.
Alka Yagnik, Richa Sharma, Sonu Nigam
Lata Mangeshkar
Anuradha Paudwal
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Alka Yagnik
Anuradha Sriram