Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Jo bhi kare mujhse bair
Rabba uski nahi khair
Jo bhi kare mujhse bair
Rabba uski nahi khair
Mujhe chadi gayi to
Dungi tujhe gaali
Ha kameez meri
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kaisa batan hai kaisi jhari hai
Yeh kameez hai ke jadugari hai
Kaisa batan hai kaisi jhari hai
Yeh kameez hai ke jadugari hai
Tute sitare iss mein lage chand
Ruthe yaar ko karle raja mand
Tauba tauba hai kamal
Degi duniya bhi misaal
Sabse nyari yeh to sabse niraali
Kameez teri
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali
Rab ne banaya mujhko nirala
Aadha andhera aadha ujhala
Rab ne banaya mujhko nirala
Aadha andhera aadha ujhala
Are na main idhar ka
na main udhar ka
Dard na jaane koi jigar ka
Upar wale ki main bhul
Mujh mein patti hai na phul
Main to sukhe ped ki hu koi daali
Kameez meri
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Jo bhi kare mujhse bair
Rabba uski nahi khair
Mujhe chadi gayi to
Dungi tujhe gaali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali.
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy
Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle
Alka Yagnik
Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Babul Supriyo