Kandhon Se Milte Hain Kandhe - Lakshya lyrics | Lakshya - Kandhon Se Milte Hain Kandhe lyrics

Kandhon Se Milte Hain Kandhe is a hindi song from the 2004 movie Lakshya. Kandhon Se Milte Hain Kandhe singers are Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay Prakash. Kandhon Se Milte Hain Kandhe composer is Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan and Kandhon Se Milte Hain Kandhe lyricist or song writer is Javed Akhtar. Kandhon Se Milte Hain Kandhe music director is Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan. Kandhon Se Milte Hain Kandhe features Hrithik Roshan, Preity Zinta, Amitabh Bachchan. Kandhon Se Milte Hain Kandhe director is and the producer is . The audio of Kandhon Se Milte Hain Kandhe song was released on 18th June, 2004 by Sony Music. Kandhon Se Milte Hain Kandhe YouTube video song can be watched above.


Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh
Dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh
Dil dushman ke hilte hain
Ab toh hamein aage
Badte hai rehna
Ab toh hamein saathi
Hai bas itna hi kehna


Ab toh hamein aage
Badte hain rehna
Ab toh hamein saathi
Hai bas itna hi kehna
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal banke
Parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Nikle hain maidaan mein
Ham jaan hatheli par le kar
Ab dekho dam lenge ham
Jaake apni manzil par


Khatron se haske khelna
Itni toh ham mein himmat hai
Mode kalaai maut ki itni
Toh ham mein taaqat hai
Ham sarhadon ke waaste
Lohe ki ik deewaar hai
Ham dushmanon ke waaste
Hoshiyaar hai taiyaar hai
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal banke
Parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain


Josh dil mein jagaate chalo
Jeet ke geet gaate chalo
Josh dil mein jagaate chalo
Jeet ke geet gaate chalo
Jeet ki jo tasveer banaane
Ham nikle hain apni lahoo se
Ham ko us mein rang bharna hai
Saathi maine apne dil mein
Ab ye thhaan liya hai
Ya toh ab karna hai
Ya toh ab marna hai
Chaahein angaarein
Barse ke bijli gire
Tu akela nahin hoga yaara mere


Koyi mushkil ho ya ho
Koyi ho morcha
Saath har mod par
Honge saathi tere
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana


Ab jo bhi ho baadal banke
Parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain


Ik chehra aksar mujhe
Yaad aata hai is dil ko chupke
Chupke woh tadpaata hai
Jab gharse koyi bhi khat
Aaya hai kaagaz ko maine
Bheega bheega paaya hai
Palkon palkon pe yaadon
Ke kuch deep jaise jalte hain
Kuch sapne aise hain jo
Saath saath chalte hain
Koyi sapna na toote
Koyi waada na toote
Tum chaaho jisse dil se
Woh tumse na roothhe
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal
Banke parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Chalta hai jo ye kaarvaan
Gunji si hai ye waadiyaan
Hai ye zameen ye aasmaan
Hai ye hawa hai ye sama
Har raste ne har waadi ne
Har parbat ne sada di
Ham jeetenge ham jeetenge
Ham jeetenge har baazi
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Chalta hai jo… ye kaarvaan…
Gunji si hai… ye waadiyaan.



Movie/album: Lakshya
Singers: Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay Prakash
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Director: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Label: Sony Music
Starring: Hrithik Roshan, Preity Zinta, Amitabh Bachchan
Release on: 18th June, 2004
1. Who is the music director of the song Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Ans: Kandhon Se Milte Hain Kandhe song music director is Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
2. Who is/are the singer/singers of the song Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Ans: Kandhon Se Milte Hain Kandhe song singers are Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay Prakash
3. Who is the Composer of the song Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Ans: Kandhon Se Milte Hain Kandhe song composer is Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
4. Who is the Lyricist of the song Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Ans: Kandhon Se Milte Hain Kandhe song lyricist is Javed Akhtar
5. What is the movie of the song Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Ans: Kandhon Se Milte Hain Kandhe song is from Lakshya
6. Who wrote the song Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Ans: Kandhon Se Milte Hain Kandhe song is written by Javed Akhtar

Find other songs in - Lakshya

1
Lakshya

Sanam Puri

2
Lakshya (Title)

Shankar Mahadevan

3
Kitni Baatein

Hariharan, Sadhana Sargam

4
Agar Main Kahoon

Alka Yagnik, Udit Narayan